Photo by Zac Durant on Unsplash

Kashmaksh se bhara Mera dimag hai
Aage badhne ki ek chaah hai
Par kabiliyat bhi badi namurad hai
Sab kehte ki mehnat hi safalta hai
Par jisko naa mile usko kehte tu to sirf thera hi hai
Mehnat ki kammi hai
Par mehnat kar ke bhi sachhai ke juthhe armaan mile hai
Khamosh hokar nazarband kaha hai
Bolu toh galat bhi kaha hai
Iss jannun ke makbare ko sir ka Taj banaya hai
Kyunki alla ne isse badi dikat ka pegam bhi banaya hai
Or mai sukharguzar ki iss baar usne baar iss Banda ko nakara hai
Naa kehte hue bhi hume fannah kar Diya hai
Ke jano hum sirf ek Paisa ka jodh hai
Par naa jane kyu iss bar therav sa lagg Raha hai
Sukoon lag raha hai
Bas iss waqt logo ki naa sunkar apni karne ka Mann kar Raha hai
Bas shiddat se man kar Raha hai
Ke naa Mai suno par Maan kar raha hai
Bas Mann sa kar raha hai

.    .    .

Discus