Image by Nikolay Georgiev from Pixabay 

Mujhe aaj bhi yaad hai 2018 ka wo October,
Jb Mai ye shabdo ko samajh rahi thi,
Exact word toh nhi pata tha, lekin apne class ke behaviours dekh rahi thi!
Facebook ka wo scrolling,
Ummeed ka ek pager, Gati Program ke Highlights, Bohot kuch ho gya clear!
Meri Journey kuch iss tarah thi,
Jisne meri aankhein kholi,
Motivation high rakh ke maine ye baatein Sikhi!
Toh aaiye aaj Mai aapko ek kahani sunau, Bohot important ek baat batlau!
Koi ise kehta hai Inclusion koi kehta Samaavesh toh koi kahe shamil krna, Hum sbki language alag-alag hai, Hum sbka hai alag nazariya!
Isi tarah jb mai meri class ke baccho ko dekhu,
Jisme sbki alag-alag hai kabiliyat,
Sbme hota hai strength aur sbki alag-alag hoti hai khaasiyat!
Sbko haq hai sikhne ka,
Bohot importance hota hai visuals ka!
Baccho ko jb class ka routine pata ho, Tb toh support possible hai bro!
Helpful hote hai short and specific instructions, Sb bacche rakhte hai views for the discussion!
Jb wo krte hai apne ideas share, It makes them feel care!
Diversity toh bohot saari hoti hai,
Aur diversity ka acceptance bhi Inclusion ka ek padhav hai!
Bohot hi accha lagta hai jb koi hume puche how are you feeling?
Social-Emotional Inclusion also means to be respecting! And diversity is always celebrating!
Belongingness makes the child feel accepted, Different learning styles needs to be acknowledged!
Safar hai ye ek lamba,
Patience rakhna hai zaroori,
Yaha meri baat hui nhj poori,
Qk journey hai ye ek,
Inclusion possible together we will make!

.      .     .

Discus