Image by Karolina Grabowska from Pixabay 

kalam ki shyahi par sawal likhti hun...     
fulon...se gehera yeh rishta 
Kato ka murjhana sahi...!
Bajaron me bikti hai...patange... 
inse aasma chedo toh kbhi ! 

jameen ka udna...
aasama ko shikayat nhi ! 
 kan bikharti hai titliyan...
fulon se jano toh kabhi !!

EK khat likhti hun...
mile kabhi toh...
padhkar inn lakiron ko...
meri aawaj se sunna...!
kalam ki shyahi par sawal hai jo...
tum...
likhkar Inka jawab dena !!

Ek khat likhti hun... !! 

.    .    .

Discus