Photo by Jilbert Ebrahimi on Unsplash

Kya kya khwab dekhe the humnein,
kya kya the hamare sapne.
Badhi mushkil se banaya tha man mein,
khayali pulao,
chakhne gaye toh mila ilaichi,
aur chaaval piglau.
Fail gaye armaan sare,
aur doob gaye umeedein bechare.
Ab bachi sirf mein akeli,
bina kisi ke madad ya sahaare

.    .    .

Discus